Wednesday, November 17, 2010

sher

unhone hume keh diya sharab pine ke liye
unhone hume keh diya jakhmi dil sine ke liye
hum kya krte bhulna he pda unhe
apni kasam de di unhone khud ko bhulne ke liye

Sunday, November 14, 2010

my heart close

jahan main agar pani ke badal aaye hote
maine mitti ke gharonde na bnaye hote
dhup ke ek he mosam ne jinhe tod diya
itne najuk bhi ye rishte na bnaye hote
dubte shahar main mitti ka mkan girta hai
tum ye sochke meri or to aaye hote
dhup ke shahar main ek umar na jalna padta
kash hum bhi kisi ped ke saye hote
fal padosi ke darakhto pe na pakte "Tanha"
mere aangan main ye pathar na aaye hote







teri yadein aksar rulati hai mujhe
gamo ki god main sulati hai mujhe
jab bhi sochta hu bhulne ki tujhe
jindgi mout se badtar najar aati hai mujhe

meri aankho main uska khwab aaj bhi hai
mere lafjo main uska nam aaj bhi hai
e mere hamsafar tu he bta kaise bhulu tujhe
mere dilo-dimag mai bsi wo aaj bhi hai


sangeet sunne se dhyan nahi milta,
mandir jane se bhagwan nahi milta,
log patthar pujte hain isiliye kyunki,
har kisi ko tum sa inssan nahi milta,

kabhi mujh ajnabi se jaan he mangkar dekh
jindgi bojh si lagti hai tere bin



Chup reh kar wo aanshu pee gaye,
toote dil ka har dard seh gaye,
na aaya jeetegi unki mohobbat par yakeen,
hosh aya tab jab marte-marte bhi wo humein wafa ka tofa de gaye.


Hamare do aansu girne se,
banzar zameen bhi hari bhari ho gayi,
lekin na pighla paye us patthar dil ko,
jise pane ki chahat me maut zindagi ke kareeb ho gayi.

mulakat

JINDGI KI RAHO MAIN AGAR MULAKAT NA HOTI
TO MERI ANKHO SE SHAYAD BARSAT NA HOTI
1.PYAR TO KARTA THA TUJHSE,PAR AGAR TERA KHYAL RAKHTA
TERI NIGAH MAIN AANE-JANE WALO KA HAL RAKHTA
TO MERE PYAR KI SARE AAM MAT NA HOTI
TO MERI.........................................................
2.MERI TARAH AGAR TERE DIL MAIN PYAR HOTA
MERE PYAR PAR TUJHE THODA ETBAR HOTA
TO JUDAI KI YE LAMBI RAT NA HOTI
TO MERI.............................................
3.TU KARTI RAHI VADE JHUTHE PYAR KE
MAINE SACHE MANE TERE VADE IKRAR KE
AGAR PYAR HOTA DIL MAIN TERE KISI OR KI SHARIKE-HAYAT NA HOTI
TO MERI.................................................................
4.APNA BANAKE IS TARAH DHOKHA DIYA TUNE
DUNIYA KO MUJHPE HASNE KA MOKA DIYA TUNE
BHUL JATA MAIN SAB KUCH AGAR PYAR KI BAT NA HOTI
TO MERI........................................................
5.KYO TUNE DIL TODA MERA
MAINE KYA BURA KIYA THA TERA
ISSE ACHA MAIN DALL-DALL TU PAT-PAT NA HOTI
TO MERI..................................................................
6.MAJNU RANJHE KA UNKI MOHABAT SE NAM HO GAYA
TERE PYAR MAIN MAIN DUNIYA MAIN BADNAM HO GAYA
ISSE ACHA TUJHME MOHABAT KI JAJBAT NA HOTI
TO MERI................................................
7.MAIN JANTA HU KARTI THI TU PYAR MUJHSE
NAHI KHATA HUI PYAR MAIN TUJHSE
MIL JATE HUM AGAR DHARAM OR JAT-PAT NA HOTI
TO MERI.....................................
NARENDER "TANHA"

Saturday, November 13, 2010

uski aakhiri tasweer

"USKI AAKHIRI TASWEER"


nhi suni mhiaine kisi or ki jubani
yeh to hai meri aankho dekhi khani
apne akele pan se uba hua sa
aanjane khyalo main duba hua sa
us din main tanha chat pe khada tha
aankhe bas raho pe gadi thi
pehli bar maine uski jhalak payi thi
pados main rehne wo or uski budhi maa aayi thi
mujhe malom nhi kya nam tha uska
durbal samwla aakarshak chehra tha uska
khidki se dekha ek din use chitar bnate hue
badrang kagaz par tuli se jeevan sjate hue
han ek umda klakar thi wo
shant sanjida chitarkar thi wo
un manmohak chitro ko dekhne ke lalch se
uske ghar gya yu bhane se
gajab ka aakarshan tha uske sabhi chitro main
apni krityan dikhati or muskurati jati thi
main tarif krta par wo hansti jati thi
un chitro main aisa khoya ki naam puchne ki bhi sudh moya na rha
5 ghant pta nhi kaise un chitro main khoya rha
jate jate maine kha dhany hai ye hath jo bejan chitro main jan dal dete hai
pehli bar usne kha nhi dhany hai wo ishwar jo in hatho main kla dete hai
agle din kisi rudan se meri neend khuli thi
pta chala uski maa chila chila kar ro rhi thi
maine sabko kehte suna ye to hona he tha
kanser rogi thi use to duniya se jana he tha
is vajrpat main main stabdh khada tha
dukhi tha kintu main ro bhi na ska tha
vyathit us budhi maa ko dekha to kuch yad aaya
uska veh aakhiri chitar aankho main utar aaya
bilkul yhi han bilkul yhi drishy tha usme
aaj bhi meri yadon main jinda hai wo or uski aakhiri tasweer
veh marmik hridyvidark pidadayi aakhiri tasweer



Narender sharma "TANHA"

Wednesday, July 28, 2010

ehsas

हिचकियों से एक बात का पता चलता है,कि कोई हमे याद तो करता है,बात न करे तो क्या हुआ,कोई आज भी हम पर कुछ लम्हे बरबाद तो करता हैज़िंदगी हमेशा पाने के लिए नही होती,हर बात समझाने के लिए नही होती,याद तो अक्सर आती है आप की,लकिन हर याद जताने के लिए नही होतीमहफिल न सही तन्हाई तो मिलती है,मिलन न सही जुदाई तो मिलती है,कौन कहता है मोहब्बत में कुछ नही मिलता,वफ़ा न सही बेवफाई तो मिलती हैकितनी जल्दी ये मुलाक़ात गुज़र जाती हैप्यास भुजती नही बरसात गुज़र जाती हैअपनी यादों से कह दो कि यहाँ न आया करेनींद आती नही और रात गुज़र जाती हैउमर की राह मे रस्ते बदल जाते हैं,वक्त की आंधी में इन्सान बदल जाते हैं,सोचते हैं तुम्हें इतना याद न करें,लेकिन आंखें बंद करते ही इरादे बदल जाते हैंकभी कभी दिल उदास होता हैहल्का हल्का सा आँखों को एहसास होता हैछलकती है मेरी भी आँखों से नमीजब तुम्हारे दूर होने का एहसास होता है............................

Tuesday, July 27, 2010

jindgi

thokar khakar gungunana jindgi hai
gam pikar muskurana jindgi hai
sukh ke sath jiye to kya jiye
gum bhulakar jashan mnana jindgi hai

Monday, July 26, 2010

sher

dil se khelna hume aata nahi
isliye dil ki baji hum har gye
bahut pyar tha shayd hamari jindgi se unhe
isliye hume jinda he mar gye
Jul 7
delete

available

aapka dukh hum seh nahi sakte
bhari mehfil main hum kuch keh nahi sakte
pakad ke dekho mera girta aansu kabhi
wo bhi khega ki aap ke bina jinda hum reh nahi sakte
Jul 7
log kehte hai aajad hu main
kuch kehte hai aabad hu main
kya diya is pyar ne mujhe
pehle bhi barbad tha ab bhi barbad hu main
Ju
jinda hai shahjhan ki mohabat aaj bhi
gwah hai mumtaj ki ulfat aaj bhi
yakin nahi aata to tajmahal pe jake dekh mere dost
tapkti hai pathro se mohabat aaj bhi

Sunday, July 25, 2010

manhus

meri maa jab tak thi jinda nahi hua main kabhi sharminda
mar gyi meri maa nikal gya mera julus
or duniya ne mujhe bola ye hai manhus
1.duniya ne meri sari khushiya ujad di
logo ko kya khu bhagwan ne meri jindgi bigad di
chinke meri maa ko bhagwan bhi ban gya kangus
or.........................................
2.bhagwan kisi ke sath kahi aisa na kare
chahe chin jae sab kuch par kisi ki maa na mare
bin maa ke bache jaise sukha ghas fus
or...........................................
3.duniya ne meri khushiyo ko aisi aag lagai
ghar ki sari khushiya jal gyi mach gyi ghor tabahi
bin maa ke bachoo ko jaise dimak gye ho chus
or...........................................
4.bache ko jab chot lage to dard bhi maa ko hota hai
par ab maa kaise dekhne aaye bacha bilakh bilakh kar rota hai
rukhi sukhi kha lete hai khan gya wo jus
or............................................
5.baap jab bache ko maare maa bich main aati hai
bache ke hisse ki chotein apne upar khati hai
ab nahi pta us maa ko chahe chale kartus
or..................................................
6.maa ke sath bache ko lad pyar sab karte hai
maaa ke marne ke bad bache nahi fir palte hai
bin maa ke bachoon ke liye sab ban jate hai khadus
or.................................................
7.meri maa or mere bich main rishta bda he nyara tha
chota hone ke karn main maa ko bda he pyara tha
meri vjah se mari meri maa duniya wale kehte hai
duniya ne nya naam diya mujhe manhus narender kehte hai
ye sunke mere sharir ka khun gya sab sukh
or..................................................

Friday, July 23, 2010

science

kyon chalti hai pawan ?
because of evaporation

kyon jhoome hai gagan ?
because of earth's revolution

kyon machalta hai mann ?
because of excessive respiration

na tum janno na hum ?
but i just gave all the answers

kyon aati hai bahar ?
because of change in season

kyon lutata hai kaarar ?
becuase of mental tension

kyon hota hai pyaar ?
because of fatal attraction

na tum janno na hum ?
like i said these are all science phenomena

kyon gum hai har disha ?
because u have lost the sense of direction

kyon hota hai nasha ?
because of drug addiction

kyon aata hai maza?
because of food’s temptation

na tum janno na hum?
I think u r jealous from my intelligenc

Sunday, July 18, 2010

PYAR

pyar

wo bharosa to mile jis par hum kurban ho ske
koi aankhe to ho jo humari nigehban ho ske
1.mere pyar ka fal mujhe jarur milega
tere pyar ka mujhe yu he surur milega
kuch aisa kar ki tere pyar ka ehsan ho ske
koi ........................
2.tu mere dil main bsi pyar ki murat hai
tu sanam mere jinda rehne ki jrurt hai
kuch aisa kare ki mere pyar par abhiman ho ske
koi.................
3.main tere galo main bsa sundar til hu
tu he meri dhadkan main he tera dil hu
kuch aisa kre rab ki hum dilo jaan ho ske
koi..................
4.mujhe tera pyar pane ki aas hai
mere jinda rehne ke liye tu he meri sans hai
kuch aisa kre khuda pyar humare darmyan ho ske
koi..................................
5.kabhi to aaegi hmare pyar ki ghadi
teri sanso se chalti hai meri sanso ki ldi
kash hum dono dharti or aasman ho ske
koi.........................
6.ji krta hai sanam teri aankho main kho jaun
dalke chadar teri julfo ki chaon main so jaun
kuch aisa kar jae ki duniya ko humpe guman ho ske
koi...................................
7.duniya ke diye hue sare jakhmo ko si lenge
tere pyar ke share hum jindgi ji lenge
kuch aisa kar de "tanha" ki tera bhi namo nishan ho ske
koi.........................................
poet
narender(tanha)

Wednesday, July 14, 2010

our college

a place of worship in our college
it's a temple of knowledge
having a true love,we have seen
it's beauty charm and green
we work in light of its flame
for it gives us good name
our college helps us in learning
it gives us a mode of earning
our two year is so short
we miss it in vacation when its not
all is precious we have got
so we forget it not
you can help us in search of knowledge
heavenly blessed in my ICL college

PYAR KI DUKAN

kitni bhare gujar gyi phulon ko aajmane main
umar bhar kante he sjaye humne apne guldano main
beej wafa ka bone ka ntija mila hai aaj
dard ke dher lge hai aaj mere khaliyano main
sochta hu kis rishte main bandhu usko
wo na mere apno main hai na begano main
agar milte rhe yuhe aankho se pilane wale
to kon kambakht jaega un nakli maykhano main
mandiya jism ki to sajti dekhi thi magar
dil bhi bikne lge hai aajkal dukano main

DOSTI

जरुरत नहीं पडती, दोस्त की तस्वीर की, देखो जो आईना तो दोस्त नज़र आते हैं, दोस्ती में.

येह तो बहाना है कि मिल नहीं पाये दोस्तों से आज, दिल पे हाथ रखते ही एहसास उनके हो जाते हैं, दोस्ती में.

नाम की तो जरूरत हई नहीं पडती इस रिश्ते मे कभी, पूछे नाम अपना ओर, दोस्तॊं का बताते हैं, दोस्ती में.

कौन केहता है कि दोस्त हो सकते हैं जुदा कभी, दूर रेह्कर भी दोस्त, बिल्कुल करीब नज़र आते हैं, दोस्ती में.

सिर्फ़ भ्रम हे कि दोस्त होते हैं अलग-अलग, दर्द हो इनको ओर, आंसू उनके आते हैं , दोस्ती में.

माना इश्क है खुदा, प्यार करने वालों के लिये "अभी" पर हम तो अपना सिर झुकाते हैं, दोस्ती में.

ओर एक ही दवा है गम की दुनिया में क्युकि, भूल के सारे गम, दोस्तों के साथ मुस्कुराते हैं, दोस्ती में.

दोस्ती नाम नहीं सिर्फ़ दोस्तों के साथ रेहने का, बल्कि दोस्त ही जिन्दगी बन जाते हैं, दोस्ती में..

maa jinda hoti

mujhe khilakar khana khati mujhe dekh kar hansti roti
koi nahi hai apna yaro kash jinda meri maa hoti
1.maa ke hote jo pyar karti thi bua mami chachi tai
maa marne ke baad na yaro koi bhi mud ke aayi
mere aansuo ko meri maa apni aankho main boti
koi...........................
2.bin maa ke bachon ki yaro mout hai jindgi se achi
bin maa ke bachon ke hath se roti le jate hai panchi
bin maa ke bachon ki yaro mouut jindgi ko dhoti
koi......................................
3.maa ke pas baith ke garam roti khana chulhe choke ki
ab to yad reh gyi yaro us suhane moke ki
bachon ke liye maa apni raton ki neend hai khoti
koi...........................................
4.puchti hai bhagwan se bin maa ke bachon ki kilkoriya
khan gyi hai maa hmare hisse ki wo loriyan
meri bhi ghar aane ki koi baat johti
koi.................................
5.bap behan bhai bhabi pyar bahut to krte hai
par gum hue laad dular maa ke sine main to chubhte hai
bachon ke jakhmo ko maa apne ansoon se dhoti
koi.............................
6.bhagwan kisi ke sath bhi itna bura na kare
maa to kehta hu main yaro dushman ki bhi na mare
bachon ke kiye karmo ko apne sir par dhoti
koi.....................................
7.duniya ki bheed main yaro din to jaise taise kat jata haai
par akele main baithe "tanha"ka dil bhar aata hai
kash maa ki mout se pehle "narender"ki mout likhi hoti
koi...................................................