Monday, June 25, 2012

PAGAL HOTE H

pyar ke deep jalane wale kuch kuch pagal hote hain,
Ppni jaan se jaane wale kuch kuch pagal hote hain,

jaan se pyare lgon se kuch kuch parda laazim hai,
saari baat batane wale kuch kuch pagal hote hain,

pyar jin ko ho jaye un ko chain kahan pe milta hai,
phir ashk bahane wale kuch kuch pagal hote hain,

hijar ke gehre zakhm mile to mujh ko yeh ehsaas hua,
pagal ko samjhne wale kuch kuch pagal hote hain,

khuwabon main bhi anmol milan ke sapne dekhte rehte hain,
neendon main muskane wale kuch kuch pagal hote hain,

is jhuti nagri main ham ne yahi hamesha dekha hai,
sachi baat batane wale kuch kuch pagal hote hainn,

apni zaat ke ujdey gulshan se woh pyar kahan karte hain,
auron ko mehkane wale kuch kuch pagal hote hain,

kisi ke ishq main kho kar ham ko yeh ehsaas hua,
dil ki baat main aane wale kuch kuch pagal hote hain....

Sunday, June 10, 2012

my heart close




Ankhon Me Raha Dil Me Utar Kar Nahi Dekh,
Ki Kasti Ki Musafir Ne Abhi Samandar Nahi Dekha.
Patthar Mujhe Kahata Mera Chahne Wala.
Mai Mom Hoon Usne Mujhe Chhoker Nahi Dekha!


?"Bahut khubsurat hain aankhein tumhari.....
Bana dijiye inhe kismat humari.....
 Use zindagi mein bhala aur kya chahiye.....
 Jise mil gayi ho mohabbat tumhari....



main rota hu tadpta hu tumhe he yad krta hu
mjhe mil jaogi ek din yhi fariyad krta hu
subh se sham tak rhti h dil main teri he batein
main is trah se apni jindgi barbad krta hu

main jo chahu to abhi
tod lu nata tujhse
par main bujdil hu
mjhe mout se dar lgta h


 Koi to ho jab mai rooth jao to phool lekar aayai
 Ulti seedhi baatein kar kai mujah hansayai
 Main jis kai liyai pura sajaun khud ko
 Aur jab vo dekhai to bas dekh ta jayai
 Palkein num ho jayein agar meri
 Wo pyyar ki baarish mujh pai barsayein
Jo neend rooth jayai aankhon sai meri
 Koi to ho jo band palkon ko choomay
 Aur baahon mai lekar pyyar sai sulayein
Kash koi to ho jis pai mai haq sai haq jatoo
 Jo sirf mera or bas mera hi reh jayai


Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai,
Toot k phir muskrana kitna mushkil hai,
Door tak jab chalo kisi k sath tu phir,
Tanha laut k Aana kitna mushkil hai…


Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the

 ? Khwahish thi Ruthe YAAR ko manane ki
Uske Aanchal me toot kr BIKHAR jane ki

Pahoche jo uske aangan me to dekha
Wo Dua Kar Rahe the Kisi Aur Ko Pane ki ? ?


Dard ki har ek had se gujar gaya hu mai
 Fir na kabhi simtunga yu bikhar gaya hu mai
Maut bhi nahi aati ab to ruh ke nikalne se bhi
 Saans mujhme baaki hain fir bhi mar gaya hu mai

NADAN H MUJHE PATHAR DIL BTANE WALE
SHAYD BHUL GYE H EK BAT JMANE WALE
PATHAR KI KEEMAT UN HATHON SE PUCHO
TARASH K TAJMAHAL BNA GYE JO BNANE WALE

Ek Halke Se Ishare Ki Jarurat Hogi
Dil Ki Kashti Ko Kinare Ki Jarurat Hogi
Hum Har Us Mod Per Milenge Aap Ko
Jaha Aap Ko Sahare Ki Jarurat Hogi


Tu" Lafzon" Ki Tarha Mujh Se "Kitabon" Mein Mila Kar,
"Logon Ka Tujhe "Dar" Hai Tu "Khwabon" Mein Mila Kar,

"Phool Ka "Khushboo" Se "Taluk" Hai Zarori,
"Tu "Mehak" Ban Kar Mujh Se "Gulabon" Mein Mila Kar .


Taazi Hai Ab Bhi Us Mulaqat ki Khusbhu...

Jazzbaat Me Doobi Hue Lamhaat Ki khushbu..

Jis Haath Ko Pal Bhar Ke Liye Thaam Liya Tha..

Muddat Se Haath Me Hai Us Haath Ki Khushbu..

Apni zindgi ka Ek alag USOOL Hai..

Aapki khatir to KANTE bhi kabul Hai..

Has ke chal du Mai KAANCH ke tukdo par Bhi..

Agar Aap kehdo ye to mere bichaye hue PHOOL Hai.

Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai................


Ham apne pyaar ko samjhate bhi to kaise samjhate,
ham apne is jajbaat ko samjhate bhi to kaise samjhate…..
theher jaatin hain meri jubaan unke deedar k saath hi,
ab ye baat ham unhe samjhate bhi to kaise samjhate!!!!!

Sunday, May 6, 2012

MOUT OR MOHABAT


"Tum Laut Ke Aanay Ka Takalluf Mat Karna"A BEWAFA",
Hum Ek Mohabbat Ko DO Baar Nahi Karte…!!
‎"Dekhne May Mout Bhi Toh Kam Khubsurat Nahi Hogi
.
Kynki Jo Koi Bhi Us Se Milta Hai
.
Kambhakhat Zindgi Chhod Deta Hai. . ."

Saturday, April 28, 2012

Chahat

Chaha Tha Kisi Ko Maine Zindagi Se Jyada
Pa Lunga Use Ek Din Ye Kiya Tha Vada
Dhunda Use Har Jagah Par Uska Pata Na Laga
Jab Mila Main Us Se To Kismat Ne Thaga

Use Pane Ki Chahat Me Kho Baitha Sb Kuch
Par Meri Chahat Ka Us Bedard Ko Pata Na Laga
Us Se Ki Dosti Use Pane Ki Umeed Me
Pr Dosti K Siwa Kuch Aur Pa Na Saka

Jab Kaha Us Se Ki Chahta Hu Use Dil-O-Jaan Se
Kaha Usne K Pyar- Mohabbat Me Kuch Na Rakha
Kaha Use K Ek Bar Kar Tu Aitbar
Usne Kaha K Pyar Vyar Sab Hai Bekar

Kehti Hai Pyar Me Jisne Liya Apna Dil Laga
Mili Hai Unhe Sirf Bewafai Aur Daga
Maine Kaha Sanam Tujhe Kabi Dhoka Na Duga
Tere Har Gam Har Dard-E-Sitam Sahuga

Vo Bedard Boli Ni Krugi Bharosa Chahe Tu Kuch Bhi Kahega
Tu Hai Akela Bs Akela Hi Rahega
Maine Kaha Nahi Chahti To Mar Jane De Mujhe
Usne Kaha Mat Ja Teri Zarurat Hai Mujhe

Jane Kya Majburi Kya Zid Hai Us Bedard Ki
Kehti Hai Mar Jayegi Magar Pyar Nhi Kar Sakti
Kaha Use Ke Pa Na Saka To Teri Yaad Me Mar Jaunga
Boli Vo Bedard K Mar Kar Sabit Kuch Na Kar Paunga

Ab Lagta Hai Mere Pyar Me Kuch Khas Baat Na Thi
Apna Leti Par Shayad Mere Pyaar Ki Auqaat Na Thi
Yaaro Koi Jakar Use Itna To Batao
Kya Hota Hai Saccha Pyar Koi Use Bhi Sikhao

Vo Kya Jane Pyar Ki Keemat Kya Hoti Hai
Jab Nahi Milta Pyar To Aankhe Kitni Roti Hain
Kbhi Na Kbhi To Vo Kisi Se Dil Lagayegi
Karega Vo Bewafai To Meri Wafa Ki Yaad Ayegi

Tab Vo Bedard Mere Dard Ko Samajh Payegi
Is Aashiq Ki Chahat Ko Fir Pana Vo Chahegi
Par Afsos Use Gale Se Main Laga Na Pauga
Kyuki Jannat Se Vapas Main Laut Na Pauga…

Wednesday, April 25, 2012

Parchayi

Yaad karte hain tumhein tanhayi mein,
Dil duuba hai gamo ki gehrayi mein,
humein mat dhundna dunia ki bheer mein,
hum Milenge tumhein tumhari parchayi mein.

Monday, April 23, 2012

Dil Ka Najrana


Badi Muddat se chaha hai tujhe,
bade Duaon se paya hai tujhe,
tujhe bhulane ki socho bhi to kaise,
Kismat ki Lakiron se churaya hai tujhe!

Bina dard ke ansu bahaye nahi jate,
Bina pyar ke rishte nibhaye nahi jate,
E dost 1 baat yaad rakhna bina DIL diye
DIL paye bhi nahi jate.

Teri Yaad Bhi Kamal Karti Hai
Kesey Kesey Humse Sawal Karti Hai
Ek Pal Ko Tanha Nhi Hone Deti Mujhe
Ye Mera Kitna Khayal Karti Hai..!…

Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se Kuch Na Kehna
Lage Chot Dil Pe To Khamosh Rehna
Jahan Chot Khana Wahin Muskurana..!
Mgar Muskurana es Ada C K Ro De Zamana…

Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.

Lafzon Par Baat Aye To Kya Karon
Koi Itna Yaad Aye To Kya Karon
Dil Karta Hai K Us Ko Aik Lamhay K Liye Dekh Lon
Par Wo Lamha Hi Na Aye To Kya Karon…

Hum To Masroof Thay Apni Tanhaiyon Mein
Muddatton Baad Kisi Ne Pukara Hai
Ek Pal To Ham Ruk Kar Sochne Lage
Kya Yehi Naam Hamara Hai…

Phul ki tarah haste raho to hum khush hai.
Dil kholkar jeete raho to hum khush hai,
ye nahi kehte ki roj milo,
bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai…

Ghar Se Bahir Wo Neqab Mai Nikli
Sari Gali Uski Talash Mai Nikli
Inkaar Karti Thi Wo Hamari Mohabt Se
Aur Hamari Hi Tasveer Unki Kitaab Se Nikli…

Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya,
Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya,
Mita diya khud ko unke liye pyaar mein,
Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya…


Aaj Unko Maine Khafa Kar Diya
Aisa Laga Jaise Khud Se Daga Kar Diya
Unhe Kaise Manaau Sochte Rahe Din Bhar
Aaj To Aansuo Ne Bhi Aane Se Mana Kar Diya…


Sunday, March 4, 2012

BEST SHAYRI EVER


MAT PUCHO K KIS TRAH GUJAR RHI H JINDGI
US DOUR SE GUJAR RHI H JINDGI JO GUJRTA HE NHI

2.ITNA NA YAD KR K RAT BHAR SO NA SKU
SUBH SURKH AANKHO KA SABAB PUCHTE H LOG

3.MOHABAT KI AANDHIYO SE TAKRANE MAIN HE TO MJA H
TANHA
MARNA HE H TO MOHABAT MAIN KYU NHI

4.HMARE BAD NHI AAEGA USE CHAHAT MAIN MJA
WO LOGO SE KHTI FIREGI MUJHE CHAHO USKI TARAH

5.EK MEHFIL MAIN KYI MEHFILE HOTI H SHARIK
JISKO KARIB SE DEKHOGE WO TANHA MILEGA

6.APNE HALAT KA KHUD EHSAS NHI H MUJHKO
MAINE OORO SE SUNA H K AAJKL PRESHAN RHTA HU MAIN

7.ROJ ROTE HUE KHTI H JINDGI MJHSE
SIRF EK SAKSH K LIYE MJHE BARBAD NA KR

8.dil dhadkne ka tasvur bhi khyali ho gya
ek tere jane se sara shehar khali ho gya