Monday, June 25, 2012

PAGAL HOTE H

pyar ke deep jalane wale kuch kuch pagal hote hain,
Ppni jaan se jaane wale kuch kuch pagal hote hain,

jaan se pyare lgon se kuch kuch parda laazim hai,
saari baat batane wale kuch kuch pagal hote hain,

pyar jin ko ho jaye un ko chain kahan pe milta hai,
phir ashk bahane wale kuch kuch pagal hote hain,

hijar ke gehre zakhm mile to mujh ko yeh ehsaas hua,
pagal ko samjhne wale kuch kuch pagal hote hain,

khuwabon main bhi anmol milan ke sapne dekhte rehte hain,
neendon main muskane wale kuch kuch pagal hote hain,

is jhuti nagri main ham ne yahi hamesha dekha hai,
sachi baat batane wale kuch kuch pagal hote hainn,

apni zaat ke ujdey gulshan se woh pyar kahan karte hain,
auron ko mehkane wale kuch kuch pagal hote hain,

kisi ke ishq main kho kar ham ko yeh ehsaas hua,
dil ki baat main aane wale kuch kuch pagal hote hain....

Sunday, June 10, 2012

my heart close




Ankhon Me Raha Dil Me Utar Kar Nahi Dekh,
Ki Kasti Ki Musafir Ne Abhi Samandar Nahi Dekha.
Patthar Mujhe Kahata Mera Chahne Wala.
Mai Mom Hoon Usne Mujhe Chhoker Nahi Dekha!


?"Bahut khubsurat hain aankhein tumhari.....
Bana dijiye inhe kismat humari.....
 Use zindagi mein bhala aur kya chahiye.....
 Jise mil gayi ho mohabbat tumhari....



main rota hu tadpta hu tumhe he yad krta hu
mjhe mil jaogi ek din yhi fariyad krta hu
subh se sham tak rhti h dil main teri he batein
main is trah se apni jindgi barbad krta hu

main jo chahu to abhi
tod lu nata tujhse
par main bujdil hu
mjhe mout se dar lgta h


 Koi to ho jab mai rooth jao to phool lekar aayai
 Ulti seedhi baatein kar kai mujah hansayai
 Main jis kai liyai pura sajaun khud ko
 Aur jab vo dekhai to bas dekh ta jayai
 Palkein num ho jayein agar meri
 Wo pyyar ki baarish mujh pai barsayein
Jo neend rooth jayai aankhon sai meri
 Koi to ho jo band palkon ko choomay
 Aur baahon mai lekar pyyar sai sulayein
Kash koi to ho jis pai mai haq sai haq jatoo
 Jo sirf mera or bas mera hi reh jayai


Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai,
Toot k phir muskrana kitna mushkil hai,
Door tak jab chalo kisi k sath tu phir,
Tanha laut k Aana kitna mushkil hai…


Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the

 ? Khwahish thi Ruthe YAAR ko manane ki
Uske Aanchal me toot kr BIKHAR jane ki

Pahoche jo uske aangan me to dekha
Wo Dua Kar Rahe the Kisi Aur Ko Pane ki ? ?


Dard ki har ek had se gujar gaya hu mai
 Fir na kabhi simtunga yu bikhar gaya hu mai
Maut bhi nahi aati ab to ruh ke nikalne se bhi
 Saans mujhme baaki hain fir bhi mar gaya hu mai

NADAN H MUJHE PATHAR DIL BTANE WALE
SHAYD BHUL GYE H EK BAT JMANE WALE
PATHAR KI KEEMAT UN HATHON SE PUCHO
TARASH K TAJMAHAL BNA GYE JO BNANE WALE

Ek Halke Se Ishare Ki Jarurat Hogi
Dil Ki Kashti Ko Kinare Ki Jarurat Hogi
Hum Har Us Mod Per Milenge Aap Ko
Jaha Aap Ko Sahare Ki Jarurat Hogi


Tu" Lafzon" Ki Tarha Mujh Se "Kitabon" Mein Mila Kar,
"Logon Ka Tujhe "Dar" Hai Tu "Khwabon" Mein Mila Kar,

"Phool Ka "Khushboo" Se "Taluk" Hai Zarori,
"Tu "Mehak" Ban Kar Mujh Se "Gulabon" Mein Mila Kar .


Taazi Hai Ab Bhi Us Mulaqat ki Khusbhu...

Jazzbaat Me Doobi Hue Lamhaat Ki khushbu..

Jis Haath Ko Pal Bhar Ke Liye Thaam Liya Tha..

Muddat Se Haath Me Hai Us Haath Ki Khushbu..

Apni zindgi ka Ek alag USOOL Hai..

Aapki khatir to KANTE bhi kabul Hai..

Has ke chal du Mai KAANCH ke tukdo par Bhi..

Agar Aap kehdo ye to mere bichaye hue PHOOL Hai.

Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai................


Ham apne pyaar ko samjhate bhi to kaise samjhate,
ham apne is jajbaat ko samjhate bhi to kaise samjhate…..
theher jaatin hain meri jubaan unke deedar k saath hi,
ab ye baat ham unhe samjhate bhi to kaise samjhate!!!!!