Ek ladki paidal chale ja rahi thi,
Ladka awaj deta hai, Ae diwani,
peeche mudkar dekh.. Tera
dupatta jameen se ghisa ja raha
hai.. Ladki jawab deti hai- Ae
diwane, tu kya jane ye b apna
farz nibha raha hai, koi chum na
le mere kadmo ki mitti ko, isi liye
nishan mitatha ja raha hai..
No comments:
Post a Comment