Wednesday, January 4, 2012

dil-e- guljar

Kasoor un ka b is ma koi nhi hai
Rehan
Unhain chahat hi itni mili k gharoor aa gya…

Aab Hai Sharab Hai Aur Ummeed Uske Aane Ki
Kya Aur Chahiye Koi Wajah Jashn Manane Ki

Har Ghadi Wo Mera Imtihaan Lete Hai
Aaj Baari Hai Meri Unko Aazmane Ki

Na Bahao Ashko Ko Yu Ki Kam Pad Jayenge
Ye To Shuruaat Hai Mere Dard Ke Fasane Ki

Ek Rishta Dard Ka Hai Mere Uske Darmiya.
Phir Bhi Kitna Fasla Hai Mere Uske Darmiya.
Yuhi Rhengi Ranjishe Ye Hamare Bech
Koi Jabtak Teesra Hai Mere Uske Darmiya
JO DHARTI SE AMBER JODE USKA NAAM MOHABAT HAI
JO SHESHE SE PATHAR TODE USKA NAAM MOHABAT HAI
KATRA KATRA SAGR TAK JATI HAI HAR UMAR MAGR
BHTA DARIYA WAPIS MODE USKA NAAM MOHABAT HAI

YE DUNIYA HAI JO SHISHE K DILON PE PATHAR FAINKTI HAI
MOHABAT KI JALTI DUNIYA KO DEKHTI HAI
BACH KAR RHA KRO E PAGAL DIWANO
AKSAR AASHIKO KI CHITAON PE HASINAYE HATH SEKTI HAI




No comments:

Post a Comment